Use APKPure App
Get Namaz Ka Tariqa Videos old version APK for Android
सलत Ka Tareeqa सुन्नी / Brailvi / Hanfi और अहले Hadees और अन्य fiqqa
NAMAAZ KA TAREEQA
FARZ NAMAAZEIN:
•
2 RAKAAT FARZ (FAJAR)1 st RAKAAT
✔
Pehlay niyyat karien : (innee wajjahtu…….)2 rakaat namaaz FARZ FAJAR kiada karta/karti hoon, Allaah kay waastay muuh mera kaaba shareef ki taraf
✔
Phir TAKBEER kahein : Allaahu akbar (takbeer kehkar haat baandlayaur………)
✔
Phir SANA padhein (Subhaana kal’laa hum’ma………………………… jad’duka wa laae laaha ghai-ruk)
✔
Uskay baad TA’AWUZ
(
A'oozu bil laahi minash shaitaan nir rajeem) aurTASMIYAH
(
Bismil’laah hir rahmaan nir raheem) padhein
✔
Phir SURE FATIHA padhay aur uskay saath koi ek sura padhay jaisay SUREFEEL / SURE KAUSAR/ SURE IKHLAAS wa ghairah
✔
Phir RUKOO karein aur 2 SAJDAY karein (phir doosri rakaat kay liye khadayhojaaye)2 nd RAKAAT
✔
Pehlay TASMIYA padhay

Phir RUKOO karein aur 2 SAJDAY karein aur baith jaayein
✔
Uskay baad TASHAHUD padhay aur DUROOD E IBRAHEEM padhay aur aakhirmein DUA E MASOORAH padhkar SALAAM phairein dono taraf (END)
•
4 RAKAAT FARZ (ZOHAR / ASAR / ISHAAN)1 st RAKAAT
✔
Pehlay niyyat karien : (innee wajjahtu…….)4 rakaat namaaz FARZ ZOHAR kiada karta/karti hoon, Allaah kay waastay muuh mera kaaba shareef ki taraf
✔
Phir TAKBEER kahein : Allaahu akbar (takbeer kehkar haat baandlayaur………)
✔
Phir SANA padhein
✔
Uskay baad TA’AWUZ aur TASMIYAH padhein
✔
Phir SURE FATIHA padhay aur uskay saath koi ek sura padhay jaisay SUREFEEL / SURE KAUSAR/ SURE IKHLAAS wa ghairah
✔
Phir RUKOO karein aur 2 SAJDAY karein (phir doosri rakaat kay liye khadayhojaaye)2 nd RAKAAT
✔
Pehlay TASMIYA padhay
✔
Phir SURE FATIHA padhay aur uskay saath koi ek sura padhay jaisay SUREFEEL / SURE KAUSAR/ SURE IKHLAAS wa ghairah
✔
Phir RUKOO karein aur 2 SAJDAY karein aur baith jaayein
✔
Uskay baad TASHAHUD padhay aur (phir teesri rakaat kay liye khadayhojaaye)3 rd RAKAAT
✔
Uskay baad TASMIYAH padhein
✔
Phir sirf SURE FATIHA padhay
✔
Phir RUKOO karein aur 2 SAJDAY karein (phir chouthi 4 th rakaat kay liyekhaday hojaaye)
4 th RAKAAT
✔
Pehlay TASMIYA padhay
✔
Phir sirf SURE FATIHA padhay
✔
Phir RUKOO karein aur 2 SAJDAY karein aur baith jaayein
✔
Uskay baad TASHAHUD padhay aur DUROOD E IBRAHEEM padhay aur aakhirmein DUA E MASOORAH padhkar SALAAM phairein dono taraf (END)
•
3 RAKAAT FARZ (MAGHRIB)1 ST RAKAAT
✔
Pehlay niyyat karien : (innee wajjahtu..)3 rakaat namaaz FARZ MAGHRIB kiada karta/karti hoon, Allaah kay waastay muuhmera kaaba shareef ki taraf
✔
Phir TAKBEER kahein : Allaahu akbar (takbeer kehkar haat baandlayaur………)
✔
Phir SANA padhein
✔
Uskay baad TA’AWUZ aur TASMIYAH padhein
✔
Phir SURE FATIHA padhay aur uskay saath koi ek sura padhay jaisay SUREFEEL / SURE KAUSAR/ SURE IKHLAAS wa ghairah
✔
Phir RUKOO karein aur 2 SAJDAY karein (phir doosri rakaat kay liye khadayhojaaye)2 nd RAKAAT
✔
Pehlay TASMIYA padhay
✔
Phir SURE FATIHA padhay aur uskay saath koi ek sura padhay jaisay SUREFEEL/SURE KAUSAR/ SURE IKHLAAS wa ghairah
✔
Phir RUKOO karein aur 2 SAJDAY karein aur baith jaayein
✔
Uskay baad TASHAHUD padhay aur (phir teesri rakaat kay liye khadayhojaaye)3 rd RAKAAT
✔
Uskay baad TASMIYAH padhein
✔
Phir sirf SURE FATIHA padhay
✔
Phir RUKOO karein aur 2 SAJDAY karein aur baith jaayein
✔
Uskay baad TASHAHUD padhay aur DUROOD E IBRAHEEM padhay aur aakhirmein DUA E MASOORAH padhkar SALAAM phairein dono taraf (END)
SUNNAT NAMAAZEIN•
4 RAKAAT SUNNAT (ZOHAR / ASAR / ISHAAN SAY PEHLAY KI)1 st RAKAAT
✔
Pehlay niyyat karien : (innee wajjahtu.) 4 rakaat namaaz SUNNAT ZOHAR kiada karta/karti hoon, Allaah kay waastay muuhmera kaaba shareef ki taraf
✔
Phir TAKBEER kahein : Allaahu akbar (takbeer kehkar haat baandlayaur)
✔
Phir SANA padhein
✔
Uskay baad TA’AWUZ aur TASMIYAH padhein
✔
Phir SURE FATIHA padhay aur uskay saath koi ek sura padhay jaisay SUREFEEL / SURE KAUSAR/ SURE IKHLAAS wa ghairah
✔
Phir RUKOO karein aur 2 SAJDAY karein (phir doosri rakaat kay liye khadayhojaaye)
Salat Ka Tareeqa Sunni/Brailvi/Hanfi
Further you can discuss with Ulma Karam.
द्वारा डाली गई
صوفي التميمي
Android ज़रूरी है
Android 2.3.2+
श्रेणी
रिपोर्ट
Last updated on Jan 9, 2018
Minor bug fixes and improvements. Install or update to the newest version to check it out!
Namaz Ka Tariqa Videos
1.1 by MixiApps
Jan 9, 2018