Our website uses necessary cookies to enable basic functions and optional cookies to help us to enhance your user experience. Learn more about our cookie policy by clicking "Learn More".
Accept All Only Necessary Cookies

Jadu ka Tor के बारे में

Jadu ka tor Quran aur Sunnat ki Roshni mai

Kya aap pareshan hen un masail se jo apki samajh se baala-ter hen? kya ap kisi k hasad ka shikar hen? koi esi pareshani jiska hal dawaon se nahi milta? Kya apko lagta hai k ap kisi kaale ilm yan jadu ka shikhar hen? Hum apke liye le ker aye hen in takaleef ka ilaaj. Quran aur Ahadees ki Roshni mai, Jadu ka Tor. Mukhtalif ulima-e-karam ki tehkeek aur tajweer shuda ahadees aur Quran ki roshni mai un masail ka hal jinhe hum jadoo ka aser yaan kisi haasid ki buri nazer samajhte hen. Jadu ka Tor app mai shamil ilaj ulima aur mufti k tasdeeq shuda hen jin se aap faida utha sakte hen. Allah ke hukum se apko shafa hasil ho isliye hum ne ap tak pahonchane ki poori koshish ki hai. Quran se Ilaj, Sunnat se Ilaj, Jadoo ka Tor, Kaale ilm ka tor ap jo chahen ise naam den aur faida uthaiye.

Guzerte wakt ke saath kuch bure anasir hamari taraki se hasad kerte hen, yan koi baat ka badla nikalne k liye jadu ka sahara lete hen jiski wajase koi dawa hamai aram nahi pahonchati. Ese mai Quran aur Sunnat k siwa hamare pass koi aur rah nahi. Rohaani ilaaj kahen yan phir Jadu ka Tor, hum umeed kerte hen k ye application apko poori terhan faida pahonchayegi.

Is app mai shamil duaen chuninda ulimah ki tajweez shuda hai. Hum yeh nahi keh sakte k is se apko zaroor faida hoga. Ye ek nek koshish hai rohani tareeke se apki takaleef ko door kerne ki, baki shafa be-shak Allah ke hath mai hai. Jadu ka Tor app se takaleef se istafaza hasil ho ya nahi mager sawab apni jaga zaroor hai.

Ager apko bhi apne kisi azeez ki takaleef kisi jadoo ka aser yan bad-nazri lagti hai to zaroor is Jadu ka tor app ko share kerke un tak pahonchaye. Allah apko aur hum sab ko takaleef se door rakhe aur sehetyabi aur shafa ata farmaye. Ameen

अनुवाद लोड हो रहा है...

अतिरिक्त ऐप जानकारी

नवीनतम संस्करण

निवेदन Jadu ka Tor अपडेट 1.1

द्वारा डाली गई

Mariusz Wojciechowski

Android ज़रूरी है

Android 2.3.2+

अधिक दिखाएं

नवीनतम संस्करण 1.1 में नया क्या है

Last updated on Sep 8, 2015

lollipop supported

अधिक दिखाएं

Jadu ka Tor स्क्रीनशॉट

पिछले 24 घंटों में लोकप्रिय लेख

टिप्पणी लोड हो रहा है...
भाषाओं
APKPure की सदस्यता लें
सर्वश्रेष्ठ एंड्रॉइड गेम और ऐप्स के शुरुआती रिलीज, समाचार और गाइड तक पहुंचने वाले पहले व्यक्ति बनें।
जी नहीं, धन्यवाद
साइन अप करें
सफलतापूर्वक सब्सक्राइब!
अब आप APKPure की सदस्यता ले रहे हैं।
APKPure की सदस्यता लें
सर्वश्रेष्ठ एंड्रॉइड गेम और ऐप्स के शुरुआती रिलीज, समाचार और गाइड तक पहुंचने वाले पहले व्यक्ति बनें।
जी नहीं, धन्यवाद
साइन अप करें
सफलता!
अब आप हमारे न्यूज़लेटर की सदस्यता ले चुके हैं।